Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif About Contact

27 November 1999 - Isha mehfil (19 Shaban 1420)

27-11-1999
عشا
محفل
Tataleem shareef:
Halaat achay ya kharab Allah ki taraf say, Allah dair say pakarta hai, Allah Raheem o Kareem hai, takabbur Allah ki chadar hai, Islam mein jabr nahin, kisi ko hakeer na samjhein, insaaf aur haq ke takaazon ko nahin chhorna chahiye, Aaqa jee saw kay hukmoon ki ehmiyat.

Naat shareef:
- Rab tasawwur mein nah aaye ga Khum na saaghar mein aa paye ga
- Fana ishq mein Un saw kay ho zindagani Yeh Rabb ki bari khaas hai meharbani
- Aaqa saw se doori hai to zillat hai chhaai har taraf, musalmanan-e-jahan pe sakht-giri har taraf
- Badhi shaan daar baat hai Salley ala kahein, Har zikr ka nichor hai Salley ala kahein
- Yeh jahan kuch bhi nahi na woh jahan Ishq ka gar dil mein bas jaye jahan
- Dil ki gali ho rah guzar matloob hai Un saw ka safar
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils