Taleem shareef:
Aaqa ji saw bohat bara waseela or qayamat tak k rasool hain, Gungunaye Alfaz (Unhein (saw) maana saw jana na rakha ghair sy kaam), duniya ki muhabbat sy bachein, faiz say sawal jawab khatam, iman waloon ko deen duniya ka tahafuz, Khuda Rasool saw ki narazgi ka dar rehna chahiye
Naat shareef:
- Veeran hai gulsitan to phir daikhtay ho kia
- Uljhan mein kyun hai tu bata - hal to khula samnay hai
- Unhein (saw) chahiye unhein sochiye - Sub kaam Un (saw) pe hi choriye
- Qibla-o-rahnuma to Aaqa saw hain - Zeenat-e-qul Jahan to Aaqa saw hain
- Un (saw) ka daman nahin chorna chahiye