Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

16 November 2006 Fajar Mehfil (Shawwal 21, 1427 AH)

16-11-2006
فجر
38:48
محفل
Taleem Shareef
Ghalat Kaamon Pe Pakar Aati Hai, Achay Aamaal Ki Koshish Karein, ALLAH TA'ALA Ki Rehmat Rehmat-ul-Lil-Aalameen AAQA JEE SAW Hain, Hukoomat Aur Awam KHUDA RASOOL SAW Ke Ahkaamaat Maanein, Maeeshat Mehngai Sab Ka Hal AAQA JEE SAW Ke Rastay Pe Chalnay Se Hoga, Aulaad Ko Tarbiyat Bachpan Se Deen Ki Deni Hai, Aurton Ko Azaadi Nahin Deni, Mazboot Se Ta'alluq Rakhein Kamzor Se Nahin Rakhna, Achha Mahaul, Amal Se Zyada Niyat Ki Mazbooti, AAQA JEE SAW Ke Kamaalaat Aur Tasarrufaat, AAQA JEE SAW Ki Ummat Se Muhabbat, KHUDA Us Pe Rehmat Farmata Hai Jo AAQA JEE SAW Ki Taraf Aa Jata Hai, Aqeeday Se Faida, Dil Se AAQA JEE SAW Ke Ban Jaayein, HAYAT-UN-NABI SAW Ab Bhi Mojood, NABI KAREEM SAW Ke Muamlay Mein Ehtiyaat Karein, AAP SAW Ki Takhleeq Noor-e-Ilahi Se Hai Bashar Ki Soorat Mein Sikhane Ke Liye Tashreef Laaye, SHEIKH SAHIB Samajh Aur Salahiyat Ke Hisaab Se Baat Samjhaatay Hain, AAP SAW Ki Azmat, AAP SAW KHUDA Ki Tajalli Hain, Tariqat Mein SHEIKH Se Jurnay Se Masla Hal Hoga, AAQA JEE SAW Se Niyat Ki Sachai, Wapsi Salaam Mubarak
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: