Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

12th December 1999 Zohar 4th Ramzan 1420 Mehfil

12-12-1999
ظہر
47:50
محفل
Aaqa jee (saw) azam wasila aur qayamat tak ka ilm rakhtey hain, hamari koshish say ziada Aaqa jee (saw) ki dua aur nazr e rehmat ka asar, nojawan par meherbani ka waqia, Aaqa jee (saw) rehmatal lil aalameen, jaanwaroon ki arzi, Aaqa jee (saw) kay maujzaat, Khuda Rasool say maamla theek rakh kay phir zahiri wasail par tawajuh, sab naimatein Allah say hain, Khuda nein bandey ko apni aashqi kay liye paida kia, Khuda shifa na dey tau ilaj say faraq nahin parta, kisi aur ki zamanat par shak ho sakta hai Aaqa jee (saw) dakhal dein tau guarantee, Aaqa jee (saw) ko razi karein aur pasand napasand ka khayal rakhein, Aaqa jee (saw) hamesha hain, Aaqa jee (saw), niyat theek ho tau masley hal hotey hain, Aaqa jee saw kay hukmoon ko poora karein, aamal say halaat badlein, Khuda jis cheez ko kholey us ko koi band nahin kar sakta, larkay larkiyoon ka saath parhna khatra hai, aurat ka masjid jaaney mein ehtiyaat, jau faida Nabi kareem (saw) puhuncha saktey hain saari duniya nahin puhuncha sakti, Aaqa jee (saw) ki baat mein shak nahin karna, dil ki mazbooti Allah ki taraf say, durood shareef ki kasrat, niyat mazboot kar lo, Aaqa jee (saw) ki azmat, wohi hota hai jau Khuda chahta hai.

Naat shareef:
- Mujh ko mila pata tera, roz e azal say charcha tera
- Saaqia aa ab kahin mat der kar
- Chand naatia ashaar (rang e chaman pasand na pholoon ki bu pasand, zabardast har waqt hum ko sahara, durood e paak parhtey hain, laakh toofan ho Wo (saw) kinara hain)
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: