Dil ki takleef bardhast karna mushkil hai, Aaqa jee (saw) ka ban janey se dono jahan mein rehmat, Aaqa jee SAW rehmatal-ilalameen, gungunaye ashaar (mangtoon ko sultan banaya, Un (saw) ka agar tu hogaya), Aap (saw) ka aasra, salam mubarak.
Naat shareef:
- Meri lagan hai teri chashme motabar mein rahon
- Kis dil say mein chahoon Unhein (saw) mein dil ka siyah hoon
- Nazar mein Un (saw) ki rahoon Wo (saw) rahein meray dil mein
- Ho ga hum pe karam be-bahaa Aaqa jee (saw) se jo kar lein wafaa
- Chand Naatia ashaar (Gar ghulam Un (saw) ka banoon, Dil naa lagay jahaan mein issey kya lagaiyey
- Meri lagzishoon pe bhi karam, meri galtiyoon pe bhi ataa