12 December 1999 - Fajar mehfil (4 Ramzan 1420) Final
12-12-1999
فجر
1:34:45
محفل
Rehmat Aaqa jee (saw) ki taraf hai, Aaqa jee (saw) kay maujzaat aur wasila, faiz say samajh aaye, jo dokha day hum mein say nahin, Khuda Rasool (saw) ki marzi ka khilaf karnay say anjaam burey hotey hain, aalameen kay liye rehmat Aaqa jee (saw) hain, nafa nuqsaan Allah kay haath mein, ikhtalaf say bachein, ilm ko kisi nein uboor nahin kia, behas aur ziada sawal say bachein, imaan waloon ki aapas mein muhabbat, jau baat Aaqa jee (saw) say sabit ho us mein nahin bolna, aalim, aadil badshah, hafiz aur bhoorhey ki bayadbi na karein, qawali say ehtiyat, qabroon par shirq say ehtiyat, tahajud mein dua ki fazeelat, Aaqa jee (saw) ki baat kay aagay kisi ki daleel nahin, Aaqa jee (saw) ki baat par itifaaq ho, Aaqa jee (saw) ka kaafiroon say ikhlaaq, misar kay baadshah ka waqia, kisi ko bura bhala na kahein, phichli koomon ka peshwaoon ko Khuda maan'na, ashaba ka aag mein koodney wala waqia, aurtoon ka parda aur ehtiyat, hum sab ko Aaqa jee (saw) ki zaroorat ho aur waseela Sheikh sahab ka, tareeqat asan rasta hai Khuda Rasool (saw) ki raza ka, kitaboon mein na parein faiz say sab samajh aa jaey ga, gungunaye ashaar (is say ziada keh nahin sakta hoon ab), faiz wala Khuda aur Aaqa jee (saw) ki zabaan say bolta hai, wali ki suhbat mein khoobi, murshid ka deedar, jahaan asar ho wahaan khud hi jurey huey hotey hain, dil fida karna insaan kay bas mein nahin, i love you waley ko maafi, dil ki khoraaq ishq hai, ishq ko sab maantey hain, sachi muhabbat waley ko koi rook nahin sakta, koi nazar lagnay say insaan mar jaata hai kisi say zinda ho jata hai, dil mila kay pata chaley.
Naat shareef:
- Lagta hai teri aankh mein jadoo merey sanam
- Rab ka karam Rab ki ata, silsila e Idreesia
- Anal haq kahoon ya tujhey haq kahoon
- Mujhey bhi koi sakht say sakht saza do
- Na kaleem ka tasawur, na khayal e tur e seena
- Qibla o rehnuma tau Aaqa (saw) hain
- Takht e sikandari par woh thooktey nahin hai