Kismat waley baghair safar kiye Aaqa jee (saw) kay paas puhunchtey hain, achi halat mein maut aye, muhabbat ka asar ibadat say ziada, zarooriyaat ko nahin Khuda Rasool (saw) kay maamley ko dekhein, tasbeeh par ziada dhiyaan, faiz ki halat, Aaqa jee (saw) jaisi jaazbiyat kisi mein nahin, jin say mubabbat ho un par dhiyaan, ishq mein neend nahin aaye, muhabbat waley ka asar, Aaqa jee (saw) kay ho jaein, duniya ka nuqsaan ho lekin Khuda Rasool (saw) kay ehkaam ka nahin, ishq ka nasha, salaam mubarak
Naat shareef:
- Wo (saw) jab zofishan hon zamaney saja dein
- Un (saw) ka halka sa darshan kisi ko jo ho