Hamaray paas gunah hain aur udhar karam hai, hamara sukoon Aaqa jee (saw) ki yaad mein, Allah diloon ko dekhta hai shakloon ko nahin, Sheikh sahab ka mizaj mubarak, hum Aaqa jee (saw) kay dar par bethay hain, Aaqa jee (saw) kay paas arzi puhunchaney ki zaroorat nahin kay har cheez aap (saw) kay ilm mein, niyat theek karlo, dil mein aana chahiye kay Aaqa jee (saw) ki baat maan'ni hai.
Naat shareef:
- Hain rehmat do aalam ki Hazrat Muhammad (saw)
- Mujhey yeh kis ki nishat e ada nein loot lia
- Woh (saw) deney pay aaein tau sab kuch dila dein
- Yeh nafs mera sab say bara dushman e jaan hai