Matlab wala apnay maqsad kay baghair nahin jaey ga, deen main asani aur riayat, ashabi ki Aaqa jee (saw) ki yaad mein aankhoon kay liya dua.
Naat shareef:
- Mein khaak pay baytha hoon yeh phelai hai jhooli, ay shan e kareemi mujhay mayoos na karna
- Saqi mujhay nazron say koi jaam pila dein, meray dil main nighahoon say kabhi ishq jagaa dein
- Muhammad (saw) kay bin sara gulshan hai kanta, isi wastay naat kay gul chunein gay
- Roshni Aap (saw) ki mil gayi hai hamein, roshni Aaqa jee (saw) ki hai Idreesia