Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

10 December 1999 - Fajar mehfil (2 Ramzan 1420)

10-12-1999
فجر
1:10:09
محفل
Aaqa jee (saw) say jurein tau har kaam aasaan, Aaqa Ji (saw) ka waseela, jin say muhabbat ho unki marzi kay kaam, muhabbat waley khud peechey aatey hain, Sheikh sahab har kisi ko kabo kar letey hain, niyat ka theek hona, Sheikh sahab kay paas soch khatam karna, dil Allah kay haath mein hai, Aaqa jee (saw) kay maujzaat aur ghulamoon kay maamlaat, imaan kay baad zahiri taqazoon mein koshish, namaz aur durood par tawajuh, har haal mein Allah aur Nabi (saw) kay hukam kay ma'tahat rahein, gaflat aur inkaar mein faraq, taleem waley ki pakar ziada, munafiq kaafir say badtar, zikar azkaar say hayaat aur ruhani taaqat, Sheikh sahab ka mizaaj, khair khwah say muhabbat, Aaqa jee (saw) ab bhi hain, sachey durood aur wazifoon say ziarat mubarak, Aaqa jee (saw) ki nazar ka asar, dua ki ahmiyat, gungunaye ashaar (rehmat da meeh pa Khudaya).

Naat shareef:

- Sari konain se hain juda Mustafa (saw), Wo (saw) hain teray shaha, Wo (saw) hain meray shaha
- Faqat zor walay hain Aaqa (saw) hamaray, na mumkin ko mumkin Wo (saw) kar kay dikhain
- Muskura do tau aalam badal jaiay ga, har museebat e nafs say nikal jaey ga
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: