Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

09 November 2006 Fajar Mehfil (Shawwal 14, 1427 AH)

09-11-2006
فجر
1:22:10
محفل
Naat Shareef
• ALLAH Ki Qurbat Mein Awwal Hai Fana-Fi-Sheikh
• Marz-e-Isyaan Se Chhootay Meri Jaan Bhi
• Karo Arziyaan Paak SAYYIDNA MUHAMMAD SAW Noon
• Rehmat-e-Aalam SHAHAA SAYYIDNA MUHAMMAD SAW

Taleem Shareef
AAP SAW Ki Nazar-e-Karam Ke Kamaalaat, AAP SAW Na-Mumkin Ko Mumkin Karein, Ab Bhi AAQA JEE SAW Har Mushkil Hal Farma Saktay Hain Agar Sachay Dil Se Un SAW Ke Ban Jaayein, Tariqat Ke Waqiaat, Yahan AAQA JEE SAW Ka Tasawwur Kar Ke Aaya Karein Aur Kuch Le Ke Jaya Karein, AAQA JEE SAW Jo Keh Dein KHUDA Qabool Karta Hai, AAQA JEE SAW Se Muhabbat Karnay Walon Ke Waqiaat, HAYAT-UN-NABI SAW Ab Bhi Mojood Hain, Leader AAQA JEE SAW Ke Paas Jaayein Apne Masaail Paish Karein, SHEIKH SAHIB Ki Sab Ko Silsilay Ki Taraf Se Dawat, Aurton Ko Parday Mein Rakhein Na Ke Hukoomaton Mein, Dil Aisa Bana Lein Jo AAQA JEE SAW Chaahein Wohi Karna Hai, AAQA JEE SAW Apne Muhabbat Walon Ke Rishtedaron Tak Ka Khayal Rakhtay Hain, Islam Mein Shayari Mana Hai, Jinnah Ne Sirf Mulk Bananay Mein Hissa Liya, Jo KHUDA RASOOL SAW Ka Ho Gaya Saari Duniya Us Ke Taabay Ho Gayi, Us Ko Imaan Nahin Jis Ko Muhabbat Nahin, KHUDA Baghair Asbaab Ke Fatah De Sakta Hai, Hukmaranon Ko Asbaab Tab Tak Faida Nahin Dein Ge Jab Tak KHUDA RASOOL SAW Ke Ahkaamaat Nahin Maanein Ge

Naat Shareef
Hain Azeem Kareem SAYYIDNA MUHAMMAD SAW
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: