Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

09 December 1999 - Isha mehfil (1 Ramzan 1420) Final.mp3

09-12-1999
عشا
26:26
محفل
Ramzan kay baad bhi Khuda ki ata'at ki koshish karni chahiye, burey mahool sy bachein, ibadat aik mohabbat hai, Khuda ny banday ko paida kia hai apni muhabbat kay liye, namaz, nafl, Quran, darood-e-pak mein mehnat Khuda Rasool (saw) sy muhabbat ki alamat, logoon say lalach chorna, kafiroon kay mulk mein auladoon ka nuqsaan, halal duniya ka milna bhi aik imtihan hai, sahaba ki tarbiyat kay waqiyat, Khuda Rasool (saw) ki mohabbat mein rashq hona jaiz hai, mohabbat mein darajaat hotay hain, sachi niyat sy karam ka taqaza, ehmiyat Khuda Rasool (saw) ki honi chahiye, duniya akhirat mein sirf Khuda Rasool (saw) ki mohabbat faida dy gi, Silsila e Idreesia mein rizq baarish ki tarha hai, ishq e Rasool (saw) sy darood-e-pak mein tezi, Aaqa jee (saw) ki kafalat, Khuda k baad Aaqa jee (saw) ki mohabbat ka ghalba dil sy hona chahiye, muhabbat sy darood parhnay mein asar, salaam mubarak
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: